Tuesday, September 3, 2013

Hindi Shayari on life Hindi Shayari Love Images Wallpapers Photos Images Of Hindi Shayari

Hindi Shayari on life Biography

Source(google.com.pk)

Khwahish…

Chashm Hairat Pe koi Darr Nahi Khulne Deta
Aankh Khul Jaye Toh Manzar Nahi Khulne Deta

Ek kwahish Mujhe Pasti Se Uthati Hai Magar
Ek Dar Hai Jo Mere Par Nahi Khulne Deta

Hath ki Saari Lakeerein Hain Jazeeroun Se Bhari
Aur Jazeeroun Ko Samander Nahi Khulne Deta

Taa Naa Khul Jaye Koi Nuqs Pass-E-Naqshgiri
Aaiyena Aks Ke Ander Nahi Khulne Deta

Koun Jaane Kise Maloom Haqeeqat Kya Hai
Bhed Apna Woh Kisi Par Nahi Khulne Deta

Ghair Leta Hai Muheet-E-Gham Laahasil Me
Phir Koi Raasta Bahar Nahi Khulne Deta

Phair Deta Hai Kabhi Mouj-Balaa Qaiz ka Ruqq
Aur Kabhi Aag Ka Johar Nahi Khulne Deta

Dekh Par Qaak Nasheenoun Ke Khudaiye Dawe
Tu Agar Daftar-E-Mehshar Nahi Khulne Deta
Ek ladka aur ek ladki ek dusre se bahut jyada pyar karte the. Valentine day ke din donon ek party mein gaye. Vahan unhone khub dance kiya aur enjoy kiya. Party ke bad jab ghar jane ka time aaya to ladke ne ladki ko propose kiya. Ladki bahut pyaar karti thi so usne yes kah di. Sare friends ne khushi se tali bajayi. Is tarah un donon ki kais al ki dosti ab pyaar ki shaql le chuki thi.

Lekin vaqt ko shayad un donon ki khushi manjoor nahin thi. Jab vo donon vapas ghar laut rahe to ladka bike 100 kilometer ki speed se chala raha tha. Uski speed dekh kar ladki ghabra gai aur use speed kam karne ke liye kahne lagi. Lekin ladke ne speed kam nahin ki. Rat ke traffic mein uski bike farrate se chali ja rahi thi.

Girl – main kahti hoon, bike ki speed kam karo. Mujhe dar lag raha hai. Itni tej kyun chala rahe ho?

Boy – No No, mujhe to maja aa raha hai.

Girl – tumhe maja aa raha hai, meri jaan nikli ja rahi hai.

Boy – to fir kaho kit um mujhse pyaar karti ho.

Girl – abhi to kaha tha sabke samne.

Boy – fir kaho, mujhe tumhare munh se I Love You sunna bahut achchha lagta hai. Kaho na!

Girl – I Love You, ab to speed kam kar do na.

Boy – Give me a hug.

Girls ne use jor se hug kiya.

Ladke ne kaha ki kyat um mera helmet pahan logi, mujhe rat mein iske sheeshe mein theek se nahin dikh raha. Ladki ne uska helmet pahan liya.

…………..

…………..

…………..

Agale din akhbaar mein khabar chhapi ki speed se jati bike ke accident se ek ladke ki death ho gai par peechhe baithi ladki bach gai kyunki usne helmet pahana hua tha.

Sad Hindi Love Story: Speed

Friends, Sach ye hai ki bike ke brek fail ho gaye the aur ladke ko pata tha ki ab bike nahin ruk sakti. So usne apne pyaar ki jaan bachai apni jan deke. This is called true love friends ! pyar mein sirf kasmein khana hi kafi nahi balki jaroorat pade to apni jan dene ka nam sachcha pyaar hai.

No comments:

Post a Comment